How much time?

Papa roj kehte hai salee kabtak mere tukdoo par palega kuch kammm karta kyu nahi tere bass ki nahi hai bass kha aur h+++g bass.mummy ma bhi same reaction hia kab tak ghar bhejta rahega...

Ye roj roj ka sun sun kar me pareshan huu sala itni padai karuu abb job nahi lag Rahi to kya karuu me rozz sochta hu bc padaa hi kyu hua me kai barrr khud ko katam karnee ka socha tha par kuch kar nahi pata tension aur depression me ek din bass attack aaye aur me katam ho jayu naukri ka pata nahi par sayad is duniya se Nikal kar shanti milegi